Teeray iklass say mohabbat ki hai,
Teeray ehsas say mohabbat ki hai,
Tou meeray pass nahi hai phir bhi,
Teree yaad say mohabbat ki hai,
Main tum ko kis tarha bhool sakta hoon,
Main nay teeray osaaf say mohabbat ki hai,
Kabhi tou,tou nay bhi mujhay yaad kia ho ga,
Main nay un lamhaat say mohabbat ki hai,
Jin main hoon sirf teree aur meree batain,
Main nay un oqaat say mohaabat ki hai,
Or jo mahkar hoon sirf teree hi mohabbat say,
Main nay un jazbaat say mohabbat ki hai,
Tujh say milna tou ab khawab sa lagta hai,
Main nay teeray intezar say mohabbat ki hai

















