inn nazron ne jo dekha, khwab tumhara hai
inn labbo ne jo kaha, naam tumhara hai
dil ke darwaze tak, band lifafei mei aaya
aur ish dil ko chu gaya, pegaam tumhara hai
andhero se nikaala, ujaalo mein jo le aaya
ek pal mein jisne badla, pyaar tumhara hai.


June 2008








